Saturday, May 18, 2013

Zaror hay (SMS Urdu)

Darta hun mout say magar marna Zaror hay. Larazta hun kaffan say magar pahanna zaror hay. ho jata hun gamgeen Janazay ko dakh kar, Lakin... thumbnail 1 summary
Darta hun mout say magar marna Zaror hay.
Larazta hun kaffan say magar pahanna zaror hay.
ho jata hun gamgeen Janazay ko dakh kar,
Lakin mara janaza bi Uthna zaror hay.
Hoti hay bari kapkapi Qabron ko dakh kar
Par Mudaton iss main rahna Zaror hay.


No comments

Post a Comment