Saturday, January 7, 2012

Is Allah not enough for Us? (read in Urdu)

Kiya Hamaray Liay Allah Kafi Nahi Hay? Quran Kahta hay Sirf Allah hi ko Pokaro پکارو sirf Allah hi danay wala hay. Hamaray Nabi (S.A.W.)... thumbnail 1 summary
Kiya Hamaray Liay Allah Kafi Nahi Hay?
Quran Kahta hay Sirf Allah hi ko Pokaro پکارو sirf Allah hi danay wala hay.
Hamaray Nabi (S.A.W.) nay farmaya: ham sab ka rab Allah hi hay, wo apni Sari kainat کائنات ki sunta hay.
Sahaba Farmatay han: Tamam Jahano ka rab Allah hay wo moradan مرادیں pori karnay wala hay.
Ajj hamaray Musalman bohat si Dargahon درگاہوں , mazaron مزاروں , ya Oliya Allah اولیا اللہ ki qabron per Hazri حاضری datay han ore moradan mangtay han.
to Hamaray Nabi (S.A.W) tamam nabion نبیوں k sardar thay. Sahaba nay un ki Akhari Aaram gah آرام گاہ ko asa kiun nahi banaya.
Ajj Allah k Walion ka salana Uras عرس hota hay. Hamaray Nabi (S.A.W.) k han asa kiun nahi hota.
Kiya wo log NAOZBILLAH نعوذ باللہ Deen Islam say Gafil thay.
Kiya Asal Islam un k Baad Aaya hay. Jo koi Emam امام sab ya peer پیر sab lay ker aay han. ASTAGFIRULLAH استغفراللہ .
Kiya Makkah Mukarma مکہ مکرمہ main koi Allah ka Banda nahi, ya Madina Monawira مدینہ منورہ asa koi nahi jis ki Dargah ya Mazaar ho.
Kiya Allah Nay Saray Moradan pori karnay walay Hamaray Pakistan main Bahj بھیج diay han. ASTAGFIRULLAH استغفراللہ 
Kiay Hamaray Baralwi بریلوی Hazraat ya Shia شیعہ Hazraat Nabi ki Sunnaton per Sahi Chal rahay han. Kiya yeh Sahaba k Naqash e qadam نقش قدم per chal rahay han.
NAHI: Yeh BilKul Jahalat جہالت hay. Islam Kisi k Bap Dada Ya Imam ki Ya Ala Hazrat ki Jageer جاگیر nahi.
کیا ہمارے لیے اللہ کافی نہیں ہے؟


No comments

Post a Comment