Monday, June 27, 2011

Reality About Shab e Barat In Urdu

Its a complete article in Urdu on Shab-e-Barat. When you read this article you will understand what is a reality about Shab e barat ( 15th ... thumbnail 1 summary
Its a complete article in Urdu on Shab-e-Barat. When you read this article you will understand what is a reality about Shab e barat ( 15th of Shuban). This article is written according to Quran and Sahi Hadiths. Read this Knowledgeable article in Urdu. Some of the Hadiths about Shab e Barat are spread in Muslim Umah. What is the reality of these Hadiths, read in this article. A lot of biddah's are spread in Muslim community about shab e Barat.

Shab e barat ki Haqeqat kiya hay. ore Shab e barat main jo bidatan aam ho choki han on k baray main iss article main parhan. Shab e barat k baray main ak complete article parhan ore apnay doston ko bi parhain. Shab-e-Barat k baray main jo Hadeesan phal choki han un ki Haqeqat kiya hay. ore jo rasman Shab e barat main aam ho choki han un k baray main Islam kiya kahta hay.
Islam sirf ore sirf Quran ore Hadith ka Naam hay. Hamain har kam karnay say pahlay soch lana chahiay k, kiya yeh kam Quran wa Hadith say Sabeet bi hay ya nai. Allah hamain bidaat say Bachay Aamen.







8 comments

  1. assalam-o-alaikum ! janab mai biddaton se bachne ki her mumkin koshish kerta hun bahesiat muslim (including nazar niaz, ghair allah ki qasam, ghair allah ki qurbani or mazareat etc.) per aik baat jo mujhe samajh nahi aati wo yeke kia murdo ke eesal-e-sawab ya maghfirat keliye Quran Shareef parh ke allah se dua kerna ke is parhai ke waseele se or iske sadqe maiyyat ki maghfirat farmae kia ye biddat hai? kio ke agar Quran ya Hadees mai kahi zikir nahi agar nahi to kahi mana bhi to nahi aisa kerne ka agr mana heto qabro ko poojne ya murdo se maangne ko yeto aik musalmaan ka yaqeen heke wo Quran ki parhai mai itni taqat samajhta heke allah Quran ki parhai ke zariye Maiyyat ki maghfirat karega..kio ke agar chand log bhi isse qayamat ke din maghfirat pagae to phir baqi sab afsos ki karenge or un Ulma'h or Mashaekh ko bura kahenge jinho ne is cheez se mana kia tha or wo mehroom rehgae...plz ye zaroor bataen ke kahi Quran or Ahadees-e-Mubarka mai in cheezo ka zikar nahi to kia kahi per bhi mana kia gaya hai ke Quran parh ke Allah se Maghfirat na maangi jae ya maghfirat ki dua ki jae???????????? or ye bhi ke allah ka kalam maghfirat ke liye parhna fatiha ho ya Tilawat-e-Quran biddat kese hosakta hai?????????plz plz reply

    ReplyDelete
  2. aap logoon ko kea masla hota he.ek den agr koi Allah ki abadat kar le.us ko roknee ki har daleel aap molvion ke pas hoti he.agar es rat me koi Ebadat karee ga to us ka aap ko kea nuqsan hota he?

    ReplyDelete
  3. Bat apki samajh main nahi ai shayad, bat yeh ni k koi shakhs rat ko ibadat kray to woh biddat hay, blkay achi bat hay zarur karay shab bidari ibadat main, lekin aik baqaida tehwar bana kr yah yeh soch kr ibadat krna k flaan raat makhsoos hay duaaon ki qabooliat or bakhshish k liay jis ka k Quraan or Sahee Hadees say sabit hi nai to yeh biddat hay ghalat hay, waisay b yeh bat sence main ni ati, zra sochain yeh bat kia ALLAH Talaa nay aik schedule banaya hwa hay k bs saal ki chand raton ko ALLAH quaoon ko qabool karta hay yah yun kahain k logon ki duaon ko sunta hay? Kia Saal k baqi dino main ALLAH k pas tym ni hota dua qabool krnay k liay yah sunnay k liay jo a
    Koi lamha yah koi din usnay muqarrar kr rakkha hay ??? Is tarhan k or b sawal zahan main atay hain aisay to, yani agr yehin din yah ratain muqarrar hain ibaddat or dua ki maqbooliat k liay jo k hum nay bana rakhin hain yah yun kahain jo Quraan or Hadees say sabit nahi, to baqi dino main ibadat krna or dua mangna chor dain q k baqi dino main dua or ibadat qabol ho yah nahi ho yeh hmain pta nahi lekin in raton main to zarur hon gin is liay baqi din ki khair hay bs inhi chund raton main ibadat kr lain baqi ALLAH ALLAH khair sallah

    ReplyDelete
  4. Molvi galt ni kh ry ye bidaat h..har wo baat jo deen mi ni Quran mi nai hades mi ni.nabi paak ne ni ki..to hm nabi pak se agy kse chal skty hn..Quran parhn agr molvi bury lgty hn..Quran sbk ghr mi band para h usy khol k daikhn is raat ka kahn zikr h..ya ao ye khna chty hn k naozbilah ALAH bhol gya is rat ko Quran mi btna.?????hosh krn....ankhn bnd kr k galt rah py na jyn khd talash krn khd sochn to saen jo Quran mi ni wo hm ne kahn se nikal lia?????

    ReplyDelete
  5. Mery pyary Muslim bhaiyo, hm sb ko Allah sy darna chahiye. Shab-e-barat ka concept ha deen mein. or bhai agar itni zyada tadaad mein zaeef ahadees hain to logical question ha k concept majood ha shab-e-barat ka. or wo kya hm ko gaeir Allah ki ibadat ka huqam to nahi dy rahy.........

    ReplyDelete
  6. what would u like to say about Raiwind Ijtma which is held each year ..........

    ReplyDelete
  7. Muj aj tak muj kuch samjh nai aya koi ouch bolta hai tw koi kuch or shab e baat ka kya history hai sub jagha thori alag hai mere apney khandan me sub alag alag batem karten hai insan kya bat maney or oya nai but ye bat tw such hai ky hadees or quran me aisa nai hai ky is raat ky ebadat farz hai toh hum ye bat nai kha sakhty koi na kare jea ka dil chahe kare kese bhi raat kareee ab chahe wooh shab e barat ho us ki marzi chalen isey chakar me wooh ebadat tw kar rha hai but ye forward sms ky MUJHE MAF KAR DO AGHR KOI GALATI HOE HAI YE WOOH AJ SHAB E BARAT HAI ARAAY AP KO TOH PATA NAI KY AP NE GALATI KYA KI HAI PHR AP MAFFI KES CHEEZ KI MAMG RAHEN HAI YE CONCEPT ATNA BURA LOGON NE BATA LIYA HAI KY BSSS AJ KI RAAT MAFFI MANGI HAI PURA SAL GALTIYA KARNI HAI OR AJ ALLAH SE OR DONIYA ME SUB SE MAFFI MANGNI HAI BINA JANEY KY GALATIYA KYA THI AHSAS NAAA HO GALATIYA HO SUB YE PATA HAI SHAYAD KOI GALATIYA KI HAI BS THATS IT YE HAD SE ZADA GALAT HAI
    n har bat har raat karen but jo jes din karna chah raha hai karen den kya pata usey use din khoof se ahsas hojaye but ahsas hooona lazmi hai aise ebat jes ky bad hum phr gunnah karney ky liye kahre ho tw kya faida
    har raaatt ko allah se maffi mang ky qaber ka azab yaad kar ky so gay tw khud sub thk hojaye gaa hum doniya ki zindage meee akhirat bhol gaye main apni bat bhi kar rahe hun sirf logon ki nai hum sub ka yehi hall hai koi is waqt pak saf nai hai is liye dosron pe ungli uthana fazul hai bssss ahsas peda karen sub khud meee har chez ka har insan ky liye or allah ky ahsan ka shukar ada kareen bss

    ReplyDelete
  8. shab e barat. sirf indo pak main manai jati hay baqi kisi bhi muslim mulk may nahee... iska jawab kia hay

    ReplyDelete